12-01-2021
safar se wapsi ka waqt aa gya
hamare bicharh jane ka waqt aa gya..
hamare bicharh jane ka waqt aa gya..
kitni jaldi tere sath guzar gya waqt
aor ab mere jane ka waqt aa gya..
aor ab mere jane ka waqt aa gya..
na dil bhara abi na nigahen thaki
tujhko phir koi kaam aa gya..
tujhko phir koi kaam aa gya..
main toh bhool gya tha qalu bala ko
par izrael lie hukum e khuda aa gya..
safar se wapsi ka waqt aa gya
yaaro bicharh jane ka waqt aa gya..
(muwahid)

Comments