05-02-2021


apne hi banaye alishan ghar ke

ek kamre me nazrband ho gaye..

boorhe maa baap ab sayaane nahi rahe

shaadishuda bete aqalmand ho gaye..

(muwahid)


Comments

Popular Posts