21-10-2020
nazar buri na bi ho toh..
nazron ko kyun kar rokay koi?
hijab me ho kar bi jab..
be-hijab huya karay koi !
qayel toh na hijab ke hain
na jeans pe mayel hain hum..
qabu bala dil pe hota hai kya?
hijab pe jo goggle lagaye koi !
~ muwahid ~

Comments