01-07-2021
baat baat par larhta tha aoron se
apno ke lie, apne haq ke lie,
us say apno se larha na gaya..
apno ke lie, apne haq ke lie,
us say apno se larha na gaya..
achay achon ko chor dia
ik buray ke lie maenay
wo bura mujhe chor gaya
toh mujhse saha na gaya..
ik buray ke lie maenay
wo bura mujhe chor gaya
toh mujhse saha na gaya..
gairat e ishq ne maar dala
ishq me muwahid
sharab pee pee kar mar gaya
naala e dard o gham sunaya na gaya..
kisi ajnabi shehar ki
kisi udaas shaam mein jese
koi anjan shakhs pas baith bi gaya
toh bulaya na gaya..

Comments