15-12-2020
akeli raat ki tanhai me aaj rota hai
isi ghar me tujhse lipat kar sota tha
isi ghar me tujhse lipat kar sota tha
tumhe namaz bhool jaya karti thi
jab main sath hota tha..
jab main sath hota tha..
aor phir shuru hotin meri ishq ibadat
vali baatein
jin par tumhe mujhse ziada yakin tha
kya ye din hai, kya wo din tha..
izhar e muhabbat jis roz kia tha tumne
meri zindagi ka sabse haseen din tha
meri zindagi ka sabse haseen din tha
(muwahid)

Comments