26-12-2020


ek neelam hai wo tijori me chupa rakha
ayan kar dia naam toh raaz kya rakha

humne is tarah hai uski sab
nishaniyon ko sanbhaale rakha

jese teri us kitaab me hai
ab tak wo mor pankh rakha

bachpan beetey bina hi jawani jese aayi thi
theek usi tarah saamne burhapa hai aa rakha

(muwahid)

Comments

Popular Posts