11-03-2021
muhabbat ka dawa hai, nibhane ka nahi
usne izhaar me saaf saaf likha tha..
usne izhaar me saaf saaf likha tha..
wo na karta toh koi aor kar deta
meri kismat me barbad hona likha tha..
meri kismat me barbad hona likha tha..
wafa karne vale umeed e wafa na karen
kahin parha tha mene, kahin likha tha..
kahin parha tha mene, kahin likha tha..
mere qatal ke badh usne bataya mujhe
kitab e ishq me hashr yehi likha tha..
muwahid

Comments