22-03-2021


umar bhar main intezar me raha
palak japaktay hi wo aya
aor chala gaya

uske baray me kya batau kaisa tha
mere zakhm ko
nasoor bana kar chala gaya

shikayat us se kru ya khuda se main
badh itni talab ke usay bheja
jo chala gaya


muwahid


Comments

Popular Posts