11-03-2021


chand aor sitaron ko bi pata kar rkha

ek pal ke andar waqt ko daba kar rkha

ek umr ki baatein ek raat me tamam krni thi

khud bi na soya main, usko bi jaga kar rkha


muwahid




Comments

Popular Posts