12-03_2021
mere wilayati mehbub ko lagta hai
mujhe shayd ishq me neend nhi aati
usay batau ya rehne du masael idhr ke
kbhi pani nahi ata kbhi bijli nahi aati
wo puchti hai baat kya hai akhir
tumhe chaen kyu nahi aata
kese kahu ke machar itne hai
raat bhar soya nahi jata..
muwahid

Comments