ek bachi ke hath me dil de ke muwahid
usko us se khelte hue dekha
dekhte hi dekhte us se wo toot gya
halka sa afsos uske chehre pe dekha
phir kisine ek khilona aor de dia usko
humne ye silsila musalsal dekha
Comments